Mat kar itna garur surat pe ai haseena
Mat kar itna garur surat pe ai haseena
Teri surat pe nahin hum toh
Teri saadagi pe marte hain
Teri surat pe nahin hum toh
Teri saadagi pe marte hain
Dilbar nazrein milaake
Humko yuun dekh na
Dilbar nazrein milaake
Humko yuun dekh na
Hum to aise deewaano ki
Deewaanagi se darte hain
Hum to aise deewaano ki
Deewaanagi se darte hain
Kyun hamaara picha karta hai,
Bin tere dil aahein bharta hai
Kyun fida hai khilte rango pe,
Naaz na kar gore ango pe
Hogi na teri meri dosti,
Achchi nahi is kadar berukhi
Hogi na teri meri dosti,
Achchi nahi is kadar berukhi
Ho o o o o……….
Dilbar nazrein milaake
Humko yuun dekh na
Dilbar nazrein milaake
Humko yuun dekh na
Hum to aise deewaano ki
Deewaanagi se darte hain
Hum to aise deewaano ki
Deewaanagi se darte hain
Din hai tera teri raate hain,
Yeh deewaanepan ki baatein hain
Tu hamaare khaabo mein aaye,
Tu kahi paagal na ho jaaye
Ulfat hamaari tere naam hai,
Humko mohbbat se kya kaam hai
Ulfat hamaari tere naam hai,
Humko mohbbat se kya kaam hai
Ho o o o o……….
Mat kar itna garur surat pe ai haseena
Mat kar itna garur surat pe ai haseena
Teri surat pe nahin hum toh
Teri saadagi pe marte hain
Teri surat pe nahin hum toh
Teri saadagi pe marte hain
Husn to do din mein dhal jaaye,
Kyun hamein baaton mein uljhaaye
Ishq hai sadiyon ka afsaana,
Tu humein lagta hai parwaana
Jaadu sanam tujh pe chal jaayega
Agar paas aaya to jal jayega.
Agar paas aaya to jal jayega.
Bolo kuch to bolo.
Ho o o o o……….
Dilbar nazrein milaake
Humko yuun dekh na
Dilbar nazrein milaake
Humko yuun dekh na
Hum to aise deewaano ki
Deewaanagi se darte hain
Hum to aise deewaano ki
Deewaanagi se darte hain.
Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle
Pankaj Udhas
Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Alka Yagnik