Hum zahar se bhare
Hun bicchhuon mein pale
Are tu humein
Kaatne ki saza payega
Are aabroo ki kasam
Cheer denge tujhe
Dum kate saanp sa
Dum kate saanp sa
Bil bila jayega
Dum kate saanp sa
Bil bila jayega
Aabroo ke jane
Draupadi ki kasam kauravon ki
Sabha mein jo aa jayega
Arre dushaasan hain hum
Kheench lenge tujhe
Aabroo jo bachi hai luta jayega
Aabroo jo bachi hai luta jayega
Aabroo jo bachi hai luta jayega
Aabroo ki kahi aaj sun le abhi
Aabroo ki kahi aaj sun le abhi
Choli lehanga pehan
Ke kahan jaayega
Choli lehanga pehan
Ke kahan jaayega
Choli lehanga pehan
Ke kahan jaayega
Jo har ik chhed
Mein goliyan jo padi
Jo har ik chhed
Mein goliyan jo padi
Toh har ik chhed
Bansi baaja jayega
Toh har ik chhed
Bansi baaja jayega
Chhedo chhedo chhedo
Chhedo chhedo chhedo
Oh chhedon ke khuda
Meri sun to zara
Beech baazaar mein
Tu toh aa jayega
Le aa gaya beech
Bazaar mein ab bol
Toh ruk
Sandh ban ke nache
Sandh ban ke nache ga
Sare aam tu…
Bhaand ban ke muhale
Mein chaa jayega
Bhaand ban ke muhale
Mein chaa jayega
Bhaand ban ke muhale
Mein chaa jayega
Hum to duryodhan ke poot
Saath mein raavan ke chele
Hum to bhari putna
Surpanakha ki
Godon mein khele
Hum to aise hain
Chandal cheer ke
Kutta khate hain
Hum to aise teer andaj
Aadmi ain chabate hain
Hum to shakuni hain
Hum kansraj hain
Kulta shulta neech
Hum toh narbhakshi hain
Gaay bhains ka
Chara khaan le kheench
Are hum maar tamancha
Bail pe nikle bail bech aaye
Hum to kirkit ka balla
Chodo hum khel bech aaye
Haaji maula haaji maula
Haaji maula haaji maula.
Sneha Khanwalkar
Sharda Sinha
Kids Of Musahar Village
Rasika D Rani
Bhupesh Singh, Piyush Mishra
Sneha Khanwalkar
Durga Khote