Aag chidak gayi chandani
Mere gore badan pe
Ho mere komal man pe
Aaj mein ghir gayi ghir gayi
Ghir gayi re
Aag chidak gayi chandani
Mere gore badan pe
Ho mere komal man pe
Aaj mein ghir gayi ghir gayi
Ghir gayi re
Lehro ke sang cham cham nache
Kirno ki goriya dhire se koi
Khiche dil ke pardo ki ye doriya
Jhum ke kya kehta hai aasma
Mein sang hui mere sajna haye
Aaj mein ghir gayi ghir gayi
Ghir gayi re
Aag chidak gayi chandani
Mere gore badan pe
Ho mere komal man pe
Aaj mein ghir gayi ghir gayi
Ghir gayi re
Raat suhani chupke se
Kuch kano mein keh gayi
Mere dil ki baat baidardi
Dil mein hi rahe gayi
Tare bhi kar gaye
Ishare hase madhmast nazare
Haye aaj mein ghir gayi ghir gayi
Ghir gayi re
Aag chidak gai chandani
Mere gore badan pe
Ho mere komal man pe
Aaj mein ghir gayi ghir gayi
Ghir gayi re
Chand kisi ka sab duniya so gai
Meri duniya pyar ki
Sapno mein kho gayi
Baithe hai wo aag laga ke
Magar balam ko bacha ke haye
Aaj mein ghir gayi ghir gayi
Ghir gayi re
Aag chidak gai chandani
Mere gore badan pe
Ho mere komal man pe
Aaj mein ghir gayi ghir gayi
Ghir gayi re.
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Sudha Malhotra
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Indira Manchanda
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Hemanta Kumar Mukhopadhyay