Aag rag se aag laga do aag laga do
Aag rag se aag laga do aag laga do
Sat suro se shole lapke aise tar hilado
Aag laga do aag rag se
Aag laga do aag laga do
Is dunia me insano
Ke dusman hai insan
Gum ke dam par tut rahi hai
Jaha khushi ki tan
Malik us jalim dunia ka
Malik us jalim dunia ka
Har ek naksh mita do
Aag laga do aag rag se
Aag laga do aag laga do
Jis gulshan me mali
Banke rahte hai shayad
Phulo par bathe hai pahre
Kate hai azad
Aisa gulshan viran kardo
Aisa gulshan viran kardo
Aisa chaman jala do aag laga do
Aag laga do aag laga do.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)