Aaj aasmaan kuch aur neela lage
Aaj aasmaan kuch aur neela lage
Aaj aasmaan kuch aur neela lage
Aaj aasmaan kuch aur neela lage
Suraj ka chehara bhi
Kuch aur roshan sa lage
Shaayad woh yeh jaanate hai
Shaayad woh yeh jaanate hai
Shaayad woh yeh jaanate hai
Tum saath ho mere
Shaayad woh yeh jaanate hai
Tum saath ho mere
Meri khushi mein dekho
Woh bhi shaamil ho chale
Aaj aasmaan kuch aur neela lage
Suraj ka chehara bhi
Kuchh aur roshan sa lage
Pehale bhi hawaayein behati rahi
Magar thi fizaaon mein yeh dilkashi nahi
Pehale bhi hawaayein behati rahi
Magar thi fizaaon mein yeh dilkashi nahi
Yeh jitane najaare hai sab the yahin
Kashish inme kabhi itani haseen na thi
Shaayad woh yeh jaanate hai
Tum saath ho mere
Shaayad woh yeh jaanate hai
Tum saath ho mere
Meri khushi mein dekho
Woh bhi shaamil ho chale
Aaj aasmaan kuchh aur neela lage
Suraj ka chehara bhi
Kuchh aur roshan sa lage
Aaj aasmaan
Aaj aasmaan
Jhalakane lagi meri aankhon mein bhi
Haan inmein chupi thi jo sharaarate kayi
Jhalakane lagi meri aankhon mein bhi
Haan inmein chupi thi jo sharaarate kayi
Khud se hasake milu main har subah
Sabhi hairaan hai ke unhe kya huwa
Shaayad woh yeh jaanate hai
Tum saath ho mere
Shaayad woh yeh jaanate hai
Tum saath ho mere
Meri khushi mein dekho
Woh bhi shaamil ho chale
Aaj aasmaan kuchh aur neela lage
Suraj ka chehara bhi
Kuchh aur roshan sa lage.
Kunal Ganjawala
Parthiv Gohil, Shail Hada, Sharmishtha
Babbu Maan
Toshi Sabri