Aaj ek juganu, aaj ek juganu
Aaj ek juganu chamka
Mere jeevan ke andhiyare mein
Ho jeevan ke andhiyare mein
Aaj ek juganu, aaj ek juganu
Aaj ek juganu chamka
Mere jeevan ke andhiyare mein
Ho jeevan ke andhiyare mein
Aaj ek juganu
Chamka juganu aur ek pal mein
Chamka juganu aur ek pal mein
Bandh liya man ke aanchal mein
Dekh us hasu aur sharmau
Dekh us hasu aur sharmau
Kya janu kya janu is bare mein
Kya janu is bare mein
Aaj ek juganu
Aaj ek juganu chamka
Mere jeevan ke andhiyare mein
Ho jevan ke andhiyare mein
Aaj ek juganu
Kaun jane kis desh se aaye
Ye sai mere man ko bhaya
Kaun jane kis desh se aaye
Ye sai mere man ko bhaya
Haar gayi mai ran man apna
Haar gayi mai ran man apna
Uske ek ishare mein
Uske ek ishare mein
Aaj ek juganu
Aaj ek juganu chamka
Mere jeevan ke andhiyare mein
Ho jeevan ke andhiyare mein
Aaj ek juganu
Darti hu man todd na de vo
Hath pakad ke chhod na de
Kah dungi main
Dukh sahane ki shakti
Kah dungi main
Dukh sahane ki shakti
Nahin hai man bechare mein
Aaj ek juganu
Aaj ek juganu chamka
Mere jeevan ke andhiyare mein
Ho jeevan ke andhiyare mein
Aaj ek juganu.
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum