Aaj hai pyar ka faisla aye sanam
Aaj mera mukaddar badal jayega
Aaj hai pyar ka faisla aye sanam
Aaj mera mukaddar badal jayega
Tu agar sangdil hai to parwah nahi
Mere nagmo se pathar pighal jayega
Aaj hai pyar ka faisla aye sanam
Aaj mera mukaddar badal jayega
Dekh mai hu badi chot khaye hue
Tere kadmo me sar jhukaye hue
Aa gale se lagale warna fir
Aa gale se lagale warna fir
Bat rah jayegi waqt tal jayega
Aaj mera mukaddar badal jayega
Mere dil ko mila dilnashi chahiye
Or iske siwa kuch nahi chahiye
Tune kar di agar ek nigah karam
Tune kar di agar ek nigah karam
Mera tuta hua dil sambhal jayega
Aaj mera mukaddar badal jayega
Tu agar sangdil hai to parwah nahi
Mere nagmo se pathar pighal jayega
Aaj hai pyar ka faisla aye sanam
Aaj mera mukaddar badal jayega
Aye meri jindagi meri jane wafa
Sunle dil ki sada hosh me aa jara
Fir mujhe pane daman ki de de hawa
Fir mujhe pane daman ki de de hawa
Warna ghut ke mera dam nikla jayega
Aaj mera mukaddar badal jayega
Aaj hai pyar ka faisla aye sanam
Aaj mera mukaddar badal jayega
Husn se ishk kabhi dur nahi rah sakta
Dil agar dil hai to majbur nahi rah sakta.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi