Aaj kal ki ladkiyaan
Kamaal karti hain
Hoy aaj kal ki ladkiyaan
Kamaal karti hain
Kisi ko dil mein rakhti hain
Hey kisi ko dil
Mein rakhti hain
Kisi pe marti hain
Aaj kal ke ladke bhi
Kamaal karte hain
Aaj kal ke ladke bhi
Kamaal karte hain
Dekhke kisi bhi ladki ho hay
Aah bharte hain
Aaj kal ki ladkiyaan
Kamaal karti hain
Aaj kal ke ladke bhi
Kamaal karte hain
Ek to hai ye teekhi lauki
Uspe neem chadhi hay
Uspe neem chadhi
Kad iska chhota hai
Lekin karti baat badi
Mujhe pata hai darta hai
Ye peetar aur pater se
Petar aur pater se
Humse kehta hai ye
Lad jayega jaake sher se
Iska chehra thoda thoda
Milta hai salman se
Khud ko hero samjhe
Na ye kehdo is nadaan se
Oonchi oonchi sandal uspe
Pehenke kaala chashma
Bane heroine samjhe
Dekho khudko ye karisma
Aaj kal ki titliyaan
Kamaal karti hain
Aaj kal ki titliyaan
Kamaal karti hain
Kisi ko dil mein rakhti hain
Kisi pe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan
Kamaal karti hain
Aaj kal ke ladke bhi
Kamaal karte hain
Dekho yaaron ek bandariya
Chale hans ki chaal
Chale hans ki chaal
Gaana aur bajaana
Chaahe na samjhe sur taal
Mile jise na vo kehta hai
Khatta hai angoor
Khatta hai angoor
Aise to ladkon se aksar
Rehti hoon main door
Har ladki mujhko chaahe
Mujh mein hai aisi baat
Dekh dekhke mujhko
Hai chalti to ye din raat
Chal mere bhai panga
Na le isaay to bekaar mein
Kahin lipat jayega jaake
Is bijlike taar mein
Aaj kal ki bijliyaan
Kamaal karti hain hoy
Aaj kal ki bijliyaan
Kamaal karti hain
Kisi ko dil mein rakhti hain
Kisi pe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan
Kamaal karti hain
Aaj kal ke ladke bhi
Kamaal karte hain
Phoolon ke ras mein nahaai hai
Taaron ki duniya se aayi hai
Roop suhaana tu paai hai
Sabke dilon pe chhaai hai
Tu jis ghar mein jayegi
Saare andhere mitayegi
Khushiyon ke deep jalayegi
Sabka naseeb jagayegi
Aaj kal ki chhoriyaan
Kamaal karti hain hoy
Aaj kal ki chhoriyaan
Kamaal karti hain
Kisi ko dil mein rakhti hain
Kisi pe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan
Kamaal karti hain
Aaj kal ke ladke bhi
Kamaal karte hain.
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Sonu Nigam, Udit Narayan
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Abhijeet Bhattacharya, Vinod Rathod
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Salman Khan, Sanjay Dutt