Aaj Ki Duniya Mein - Paapi Pet Ka Sawaal Hai lyrics | Paapi Pet Ka Sawaal Hai - Aaj Ki Duniya Mein lyrics

Aaj Ki Duniya Mein is a hindi song from the 1984 movie Paapi Pet Ka Sawaal Hai. Aaj Ki Duniya Mein singers are Kishore Kumar, Suresh Wadkar. Aaj Ki Duniya Mein composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Aaj Ki Duniya Mein lyricist or song writer is M. G. Hashmat. Aaj Ki Duniya Mein music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Aaj Ki Duniya Mein features Rajesh Khanna, Tina Munim, Jaya Prada, Shatrughan Sinha, Rati Agnihotri, Kanwaljeet Singh, Mazhar Khan, Bharat Kapoor. Aaj Ki Duniya Mein director is and the producer is . The audio of Aaj Ki Duniya Mein song was released on null by null. Aaj Ki Duniya Mein YouTube video song can be watched above.


Namaste ya salam kehne mein
Jhukne mein harj kuch nahi
Lekin itna na jhuko
Ke sar ki topi gir pade


Aaj ki duniya mein beta
Baap se hosiyar hai
Baap ko paise se
Ise zindagi se pyar hai
Sabke aage sar jhukane mein
Hame inkar hai
Uski ijjat hai yaha jo aadmi kuddar
Aaj ki duniya mein beta
Baap se hosiyar hai
Baap ko paise se
Ise zindagi se pyar hai
Aaj ki duniya mein beta


Jopdi walo mahal ke aage
Bikh mange mat jana
Bikh mange mat jana
Apni mehnat majduri ki
Jaisi mil jaye khana
Jaisi mil jaye khana
Bin tere kaise din kat ta hai
Dil ne kyu chaha
Bin tere kaise din kat ta hai
Dil ne kyu chaha


Mushkil hai majdur ki takat se
Dhanwano ka takrana
Dhanwano ka takrana
An tak jisne takkar li hai
Use pada hai pachtana
Use pada hai pachtana
Sabke aage sar jhukane mein
Hame inkar hai
Uski ijjat hai yaha jo aadmi kuddar
Aaj ki duniya mein beta
Baap se hosiyar hai
Baap ko paise se
Ise zindagi se pyar hai
Aaj ki duniya mein beta


Ham to pyar karenge us se
Jo apne man bhaye
Jo apne man bhaye
Baap ko chahiye aisa rista
Jaha se daulat aaye
Jaha se daulat aaye
Bin tere kaise din kat ta hai
Dil ne kyu chaha
Bin tere kaise din kat ta hai
Dil ne kyu chaha
Aaj jurm hai dahej lena
Koi use samjhaye
Koi use samjhaye
Aisa na ho bahu ko la ke
Hawa jel ki khaye
Hawa jel ki khaye
Sabke aage sar jhukane mein
Hame inkar hai
Uski ijjat hai yaha jo aadmi kuddar
Aaj ki duniya me beta
Baap se hosiyar hai
Baap ko paise se
Ise zindagi se pyar hai
Aaj ki duniya mein beta


Tum to kisi ne ho na paye
Kisi ne tumse pyar kiya
Kisi ne tumse pyar kiya
Na to vada kiya aaj ka
Na kal ka ikarar kiya
Na kal ka ikarar kiya
Bin tere kaise din kat ta hai
Dil ne kyu chaha
Bin tere kaise din kat ta hai
Dil ne kyu chaha
Hamse apni khushi se jyada
Gham pe hi aitbar kiya
Gham pe hi aitbar kiya
Gham ne sath nibaya apna
Khushi ne dil bejar kiya
Khushi ne dil bejar kiya
Sabke aage sar jhukane mein
Hame inkar hai
Uski ijjat hai yaha jo aadmi kuddar
Aaj ki duniya mein beta
Baap se hosiyar hai
Baap ko paise se
Ise zindagi se pyar hai
Aaj ki duniya mein beta.



Singers: Kishore Kumar, Suresh Wadkar
Song Lyricists: M. G. Hashmat
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: null
Starring: Rajesh Khanna, Tina Munim, Jaya Prada, Shatrughan Sinha, Rati Agnihotri, Kanwaljeet Singh, Mazhar Khan, Bharat Kapoor
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aaj Ki Duniya Mein
Ans: Aaj Ki Duniya Mein song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Aaj Ki Duniya Mein
Ans: Aaj Ki Duniya Mein song singers are Kishore Kumar, Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Aaj Ki Duniya Mein
Ans: Aaj Ki Duniya Mein song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Aaj Ki Duniya Mein
Ans: Aaj Ki Duniya Mein song lyricist is M. G. Hashmat
5. What is the movie of the song Aaj Ki Duniya Mein
Ans: Aaj Ki Duniya Mein song is from Paapi Pet Ka Sawaal Hai
6. Who wrote the song Aaj Ki Duniya Mein
Ans: Aaj Ki Duniya Mein song is written by M. G. Hashmat

Find other songs in - Paapi Pet Ka Sawaal Hai

1
Mosa Chatni Pichav

Dr. Prabha Thakur

2
Khilona Ban Ke

Asha Bhosle

3
Jab Dushman Ho Gaya Waqt

Kishore Kumar

4
Hum Jinpe Fida

Anuradha Paudwal, Sharda Rajan Iyengar

5
Hotel Mein Botal

Sharda Rajan Iyengar

6
Paapi Pet Ka Sawal Hai (Title)

Kishore Kumar, Lata Mangeshkar