Aaj ki raat
Aaj ki raat saaz e dard na chhed
Qaul ulfat kaa jo
Hanste huwe taron ne suna
Band kaliyon ne sunnaa
Mast baharon ne suna
Sab se chup kar jise doon
Prem ke maron ne suna
Khwab ki baat samajh
Is ko haqiqat na bana
Aaj ki raat saaze
Dill e purdard na cher
Aaj ki raat
Ab hai armaanon pe
Chaaye huwe badal kale
Phut kar risane lage hain
Mere dil ke chale
Aankh bhar aaii
Chalakane ko hai ab ye pyale
Muskuraenge
Mere haal pe duniya wale
Aaj ki raat saaz e
Dard na chhed
Aaj ki raat
Bebason par ye sitam
Khub zamane ne kiyaa
Khel khela tha
Mohabbat ka adhura hii raha
Haay taqadiir ki
Taqadiir se pura na huwa
Aise aanii thii judaii
Mujhe maalum na tha
Aaj ki raat saaze dil e
Purdard na chhed
Aaj ki raat.
Noor Jehan
Roshan Ara Begum
Noor Jehan
Noor Jehan
Chorus, Mohammed Rafi
Shamshad Begum
Noor Jehan
Mohammed Rafi, Noor Jehan
Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar