Aaj ki raat meri gali mein
Aane jaane ki koshihs na karna
Aane jaane ki koshihs na karna
Aaj ki raat meri gali mein
Aane jaane ki koshihs na karna
Aane jaane ki koshihs na karna
Neend se band hai meri aankhe
Tum jgaane ki koshish na karna
Dil lagane ke kabil nahi main
Dil lagane ki koshish na karna
Aaj ki raat meri gali mein
Aane jaane ki koshihs na karna
Ek ot kaante chubhe
Phoolo ki chhao mein
Uspe mehandi lagi hai
Mere paaon mein
Aisi haalat aana hai mushkil
Aisi haalat aana hai mushkil
Tum bulane ki koshish na karna
Tum bulane ki koshish na karna
Aaj ki raat meri gali mein
Aane jaane ki koshihs na karna
Dekhna haath se chhut jaaungi main
Dekhna haath se chhut jaaungi main
Aaine ki traha toot jaaungi main
Main agar pyaar mein ruth jaaun
Main agar pyaar mein ruth jaaun
Tum manane ki koshish na karna
Tum manane ki koshish na karna
Aaj ki raat meri gali mein
Aane jaane ki koshihs na karna.
Asha Bhosle, Chandrani Mukherjee
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar