Aaj pawan ki chaal chura ke
Aaj pawan ki chaal chura ke
Mai badra ke pankh laga ke
Ji karta hai ud ud jaau
Ji karta hai ud ud jaau
Nil gagan ko chhu ke aau
Aaj pawan ki chaal chura ke
O aaj pawan ki chaal chura ke
Mai badra ke pankh laga ke
Do naino me ab tak
Wahi sapna ghum raha hai
Wahi sapna ghum raha hai
Ek anjaani masti me
Mera tan man jhum raha hai
Mera tan man jhum raha hai
Mast hawa ke thande jhonke
Pid paraye sah na pau
Aaj pawan ki chaal chura ke
Aaj pawan ki chaal chura ke
Mai badra ke pankh laga ke
Ye nadiya ka pani
Vaise to aag bhujaye
Vaise to aag bhujaye
Par aaj mere sine me
Ek mithi agan lagaye
Ek mithi agan lagaye
Jal darpan me dekh ke mukhda
Apne aap se mai sharmau
Aaj pawan ki chaal chura ke
Ho aaj pawan ki chaal chura ke
Mai badra ke pankh laga ke
Ji karta hai ud ud jaau
Nil gagan ko chhu ke aau
Aaj pawan ki chaal chura ke.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi