Aaj pila de shaqi apni
Aankho ke maykhane se
Hotho ke paymane se
Aaj pila de shaqi apni
Aankho ke maykhane se
Hotho ke paymane se
Aaj hai raat murado ki
Kuch rangeen irado ki
Kar bhi de tasvir mukamil
Chand adure vade ki
Aaj hai raat murado ki
Kuch rangeen irado ki
Kar bhi de tasvir mukamil
Chand adure vade ki
Aaj pila de shaqi apni
Aankho ke maykhane se
Hotho ke paymane se
Sard hai mausam josh mein aa
Lahra kar aagosh mein aa
Chedd ke nagam behoshi ka
Ye mat kahna hosh me aa
Aaj pila de shaqi apni
Aankho ke maykhane se
Hotho ke paymane se
Gesu khule khule se hai
Rangat udhi udhi si hai
Ae mere humraz bataye
Sok sararat kiski hai
Gesu khule khule se hai
Rangat udhi udhi si hai
Ae mere humraz bataye
Sok sararat kiski hai
Takrayi hai aankhe teri
Raat kisi begane se
Ya apne parvane se
Takrayi hai aankhe teri
Raat kisi begane se
Ya apne parvane se.
G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali
Shamshad Begum
G. M. Durrani
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor