Aaj saqi tere maikade mein
Tujhse nazre mila kar piyenge
Aaj saqi tere maikade mein
Tujhse nazre mila kar piyenge
Hosh agar kho gaye peete peete
Hosh agar kho gaye peete peete
Hosh mein phir se aakar piyenge
Raaz khul jayega maikashi ka
Kaise sabko dikha kar piyenge
Raaz khul jayega maikashi ka
Kaise sabko dikha kar piyenge
Hain sharabe mohabbat deewane
Hain sharabe mohabbat deewane
Yeh to sab se chhupa kar piyenge
Raaz khul jayega maikashi ka
Kaise sabko dikha kar piyenge
Raaz khul jayega maikashi ka
Kaise sabko dikha kar piyenge
Hosh reh jaaye na
Apne ka na begane ka
Zindagi naam hai bas
Peeke bahek jaane ka
Sharm chhodo ki yeh
Mausam nahi sharmane ka
Sharm chhodo ki yeh
Mausam nahi sharmane ka
Tumko parde mein ho
Tumko parde mein
Chhupne na denge
Samne sab ke la kar piyenge
Tumko parde mein
Chhupne na denge
Samne sab ke la kar piyenge
Hosh agar kho gaye peete peete
Hosh agar kho gaye peete peete
Hosh mein phir se aakar piyenge
Aaj saqi tere maikade mein
Tujhse nazre mila kar piyenge
Pehle zulfon mein giraftar
Karenge tumko
Tumho bedard to lachar
Karenge tumko
Karde do char sitam
Pyar karenge tumko
Karde do char sitam
Pyar karenge tumko
Jeet jayenge ho
Jeet jayenge jab dil ki baazi
Phir to tumko peela kar piyenge
Jeet jayenge jab dil ki baazi
Phir to tumko peela kar piyenge
Hain sharabe mohabbat deewane
Hain sharabe mohabbat deewane
Yeh to sab se chhupa kar piyenge
Raaz khul jayega maikashi ka
Kaise sabko dikha kar piyenge
Aaj chehro se naqabo
Ko utarna hoga
Tumko deewano ka
Ab samna karna hoga
Ishq ki raah mein
Sholo se gujarna hoga
Ishq ki raah mein
Sholo se gujarna hoga
Mainkada sara ho
Maikada sara jalne lagega
Aag aisi laga kar piyenge
Maikada sara jalne lagega
Aag aisi laga kar piyenge
Hosh agar kho gaye peete peete
Hosh agar kho gaye peete peete
Hosh mein phir se aakar piyenge
Aaj saqi tere maikade mein
Tujhse nazre mila kar piyenge
Maikada sara jalne lagega
Aag aisi laga kar piyenge
Maikada sara jalne lagega
Aag aisi laga kar piyenge.
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Amit Kumar
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Shabbir Kumar