Aaja aaja
Aaja re balam
Waada kar ke tu
Kabhi utthte hain
Kabhi jhukte hain
Yeh naina be-qaaboo
Arey na jaa naa jaa
Na jaa re sanam
Dil hai be-qaboo
Main bhi to hoon sunder
Nahi koyi bandar
To kyun bhaage hai tu
Bal khaaye kaali kaali
Lat waale
Meri paayal pukaare tohe
Chhamm chhamm
Meri paayal pukaare tohe
Chhamm chhamm
Ham bhi hai tere matwaale
Sun kahe rangeela mausam
Sun kahe
Rangeela mausam
Sainyaaji ko paati
To phir dikhlaati
Yeh mausam ka jaadoo
Oh ho na jaa naa jaa
Na jaa re sanam
Dil hai be-qaboo
Main bhi to hoon sunder
Nahi koyi bandar
To kyun bhaage hai tu
Kar gayaa hai waada to
Nibhaata
Gar usse muhobbat hoti
Gar usse muhobbat hoti
Nashaa yeh utaara nahin jaata
Jagti hoon kabhi main sotee
Jagti hoon kabhi main sotee
Nashaa hai to gaayen
Zaraa lehraayen
Kahen yaahoo
Yaaahooo
Aaja aaja
Aaja re balam
Waada kar ke tu
Kabhi utthte hain
Kabhi jhukte hain
Yeh naina be-qaboo.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi