Aandhi aaya ke toofan koi gum nahi
Hai yahi aakhiri imtihan sathiyo
Imtihan sathiyo
Yu badho jaise lahrake dhara badhe
Thokre khaye to dil hamara badhe
Is tarah toofan jam ke rakhe kadam
Ke kadam chumne ko kinara badhe
Badh ke manzil ka
Sukh chain ban jayengi
Badh ke manzil ka
Sukh chain ban jayengi
Rashto ki ye kathinaiya
Sathiyo sathiyo sathiyo
Ajnabi mod kato bhari rahgujar
Jal nafrat ke faile hai dekho jidhar
Chup rahoge to badh jayengi duriya
Bat karne se aasan hoga safar
Jis juba mein sunao sunao magar
Jis juba mein sunao sunao magar
Aaj tum pyar ki dasta
Sathiyo sathiyo sathiyo
Us mubarak se hum pyar karte nahi
Thandi lasho ka vyopar karte nahi
Jiska jo bhi watan hai mubarak use
Hum kabhi sarhade par karte nahi
Hai ye dharti hamari to lahrayenge
Hai ye dharti hamari to lahrayenge
Apni dharti pe apna nishan
Sathiyo sathiyo sathiyo.