Aankade ka dhandha
Ek din teji sau din manda
Pyare chhod ye kam nahi to bolo ram
Bolo ram bolo ram bolo ram
Aankade ka dhandha
Ek din teji sau din manda
Pyare chhod ye kam nahi to bolo ram
Bolo ram bolo ram bolo ram
Bure kam ka bura natija
Kah gaye gyani dhyani
Are bhai kah gaye gyani dhyani
Race ke ghode par aati hai
Pal bhar mast jawani
Race ke ghode par aati hai
Pal bhar mast jawani
Mindi ban jayega fanda
Babu mat kar aisa dhadha
Pyare chhod ye kam nahi to bolo ram
Bolo ram bolo ram bolo ram
Aankade ka dhandha
Ek din teji sau din manda
Pyare chhod ye kam nahi to bolo ram
Bolo ram bolo ram bolo ram
Sach bujurgo ne faramayaa
Rakh le isko dil mein
Are bhai rakh le isko dil mein
Jisne ki botal se yari band hua botal mein
Jisne ki botal se yari band hua botal mein
Sar par pade pulis ka danda
Babu mat kar aisa dhadhaa
Pyare chhod ye kam nahi to bolo ram
Bolo ram bolo ram bolo ram
Aankade ka dhandha
Ek din teji sau din manda
Pyare chhod ye kam nahi to bolo ram
Bolo ram bolo ram bolo ram
Jit gaya ye hath hai kale hara to muh kala
Are bhai hara to muh kala
Sattebaji mein lakho ka nikla hai diwala
Sattebaji mein lakho ka nikla hai diwala
Khana pade mang kar
Chanda babu mat kar aisa dhadhaa
Pyare chhod ye kam nahi to bolo ram
Bolo ram bolo ram bolo ram
Aankade ka dhandha
Ek din teji sau din manda
Pyare chhod ye kam nahi to bolo ram
Bolo ram bolo ram bolo ram.
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar