Aankhein Jiski Mandir Masjid - Bhai Bhai lyrics | Bhai Bhai - Aankhein Jiski Mandir Masjid lyrics

Aankhein Jiski Mandir Masjid is a hindi song from the 1997 movie Bhai Bhai. Aankhein Jiski Mandir Masjid singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee, Udit Narayan. Aankhein Jiski Mandir Masjid composer is Aadesh Shrivastava and Aankhein Jiski Mandir Masjid lyricist or song writer is Muqtida Hasan Nida Fazli. Aankhein Jiski Mandir Masjid music director is Aadesh Shrivastava. Aankhein Jiski Mandir Masjid features Manek Bedi, Samrat Mukherjee, Megha, Ritu Shivpuri. Aankhein Jiski Mandir Masjid director is and the producer is . The audio of Aankhein Jiski Mandir Masjid song was released on null by Tips Music. Aankhein Jiski Mandir Masjid YouTube video song can be watched above.


Sar hai himalya jiska
Sar hai himalya jiska
Dil ganga ki dhara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai


Aankhein jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhein jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai


Nafrat ki aag se ab ye desh mat jalao
Gaddar andhiyo se is desh ko bachao
Jo banti hai hamko diwar vo girao
Khwaja ke dhar se utho
Kashi ke dar se uthkar aao
Ramayan ki katha hai iski
Maryada ka darpan
Isha ki suli hai iski
Manavta ka dharshan
Noore mohammed se hai roshan
Inke ghar aangan
Utho hamari dharti ne
Utho hamari dharti ne
Fir hame pukara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Aankhein jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhein jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai


Hatho mein hath thamo
Fir dil se dil milao
Bharat pukarta hai
Apne kadam badao
Takrao jalimo se
Apna vachan nibao
Fir raam ban ke aao
Ravan ka sar jhukao
Roop hai iska tajmahal sa
Sach hai gautam jaisa
Dil se dil ka rishta iska
Pawan sangam jaisa
Khushi hai iski diwani si gham hai
Moharam jaisa
Jaha ahinsha se hinsha ka
Jaha ahinsha se hinsha ka
Sahas hara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Wo desh hamara hai
Wo desh hamara hai
Wo desh hamara hai.



Movie/album: Bhai Bhai
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee, Udit Narayan
Song Lyricists: Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer: Aadesh Shrivastava
Music Director: Aadesh Shrivastava
Music Label: Tips Music
Starring: Manek Bedi, Samrat Mukherjee, Megha, Ritu Shivpuri
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aankhein Jiski Mandir Masjid
Ans: Aankhein Jiski Mandir Masjid song music director is Aadesh Shrivastava
2. Who is/are the singer/singers of the song Aankhein Jiski Mandir Masjid
Ans: Aankhein Jiski Mandir Masjid song singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Aankhein Jiski Mandir Masjid
Ans: Aankhein Jiski Mandir Masjid song composer is Aadesh Shrivastava
4. Who is the Lyricist of the song Aankhein Jiski Mandir Masjid
Ans: Aankhein Jiski Mandir Masjid song lyricist is Muqtida Hasan Nida Fazli
5. What is the movie of the song Aankhein Jiski Mandir Masjid
Ans: Aankhein Jiski Mandir Masjid song is from Bhai Bhai
6. Who wrote the song Aankhein Jiski Mandir Masjid
Ans: Aankhein Jiski Mandir Masjid song is written by Muqtida Hasan Nida Fazli

Find other songs in - Bhai Bhai

1
Bhagwan Jo Tu Mera Hai

Lata Mangeshkar

2
Sharabi Ja

Ashok Kumar, Lata Mangeshkar

3
Kadar Jane Na

Lata Mangeshkar

5
Apna Hai Phir Bhi Apna

Mohammed Rafi

6
Mera Naam Abdul Rehman

Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

7
Raja Jani Pyare

Lata Mangeshkar

8
Ae Dil Mujhe Bata De

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

9
Is Duniya Mein Sab Chor

Lata Mangeshkar

11
Dil Dil Dil

Alka Yagnik, Kumar Sanu

12
Yeh Mausam

Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle

13
Tera Naam Lunga

Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy

14
Chiklam Chik Chik

Kumar Sanu

15
Chand Nikla Thoda Thoda

Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sudesh Bhonsle

16
Main Hoon Jani Tera

Mohammed Rafi

17
Mere Mehboob Tere Dam Se

Mohammed Rafi

18
Aaj Raat Hai Jawan

Asha Bhosle

19
Sapera Been Baja

Lata Mangeshkar

20
Gore Gore Gaal Pe

Lata Mangeshkar

21
Ek Tera Sundar Mukhda

Mohammed Rafi