Aankho mein to hai barsat magar
Hai sulge huye jajbat magr
Dil banke chita jalne hi laga
Dil jalne laga o dil jalne laga
Aankho mein to hai barsat magar
Hai sulge huye jajbat magr
Dil banke chita jalne hi laga
Dil jalne laga o dil jalne laga
Ye aansu ye bahte aangare
Tan man ko jala ke chhodenge
Ye aahe ye aaho ke dhare
Jivan ko bahake chhodenge
Ek pal mein kai yug bit gaye
Lo sham huyi din dalne laga
Dil jalne laga o dil jalne laga
Aankho mein to hai barsat magar
Hai sulge huye jajbat magr
Dil banke chita jalne hi laga
Dil jalne laga o dil jalne laga
Main vo musafir hu jiski
Rahe bhi nahi manzil bhi nahi
Aisi lahar hu main jiske lia
Tufan bhi nahi sahil bhi nahi
Chalna hi likha tha kismat mein
Anjani dagar main chalne laga
Dil jalne laga o dil jalne laga
Aankho mein to hai barsat magar
Hai sulge huye jajbat magr
Dil banke chita jalne hi laga
Dil jalne laga o dil jalne laga.
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar