Aap ko dekh ke
Dekh dekh ke raaz gaya ye jan
Shamma pe parwane
Kyu hote hai kurban
O meri jan, o meri jan
O meri jan, o meri jan
Aap ko dekh ke
Dekh dekh ke raaz gayi ye jan
Chanda pe chkori
Kyu hoti hai kurban
O meri jan, o meri jan
O meri jan, o meri jan
Abki baharo mein tumko
Phulo se milvaunga
Kya hoga bolo ager miloge
Ki tumse behtar koi nahi
Ye hai kali ko bataunga
Phoolo se jayada kya main hasi hoon
Din mein na khof dikhao
Aap ko dekh ke
Dekh dekh ke raaz gaya ye jan
Shamma pe parwane
Kyu hote hai kurban
O meri jan, o meri jan
O meri jan, o meri jan
Aankho ko jaise khwabo ki
Dhadkan ki dil ko jarurat hai
Ye sach kaha hai tumne to dilbar
Isi tarah se jane wafa
Mujhko tumahri jarurat hai
Ye bat sach hai ya ke jhuthi
Mujhko batado kasam se
Aap ko dekh ke
Dekh dekh ke raaz gayi ye jan
Chanda pe chkori
Kyu hoti hai kurban
O meri jan, o meri jan
O meri jan, o meri jan
Aap ko dekh ke
Dekh dekh ke raaz gaya ye jan
Shamma pe parwane
Kyu hote hai kurban
O meri jan, o meri jan
O meri jan, o meri jan .
Amit Kumar
Sadhana Sargam
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur
Manhar Udhas, Sadhana Sargam