Aapne husn dekhe hain
Lakho dekhe hain na
Ab mujhe ek nazar
Dekhiye dekhiye na
Aapne aapne husn
Dekhe hain lakho
Ab mujhe ek nazar dekhiye
Mera gora mera gora
Badan aaina hain
Dekhiye haa idhar dekhiye
Aapne husn dekhe hain lakho
Ab mujhe ek nazar dekhiye
Mera gora badan aaina hain
Dekhiye to idhar dekhiye
Haste chehare se zulfe hata dun
To andhere mein shama jala dun
Haste chehare se zulfe hata dun
To andhere mein shama jala dun
Ek jhalk jo is badan ki dikha dun
To farishto ko pagal bana dun
Is dil e jawab ka husn laajawab hain
Jaadui asar to dekhiye dekhiye na
Aapne aapne husn dekhe hain lakho
Ab mujhe ek nazar dekhiye
Mera gora badan aaina hai
Dekhiye to idhar dekhiye
Mere har ang mein ek nasha hain
Mere rang mein ek jaadu
Mere har ang mein ek nasha hain
Mere rang mein ek jaadu
Daal dun baahe jiske gale mein
Wo kaha rakh ske dil pe kabu
Is nazar mein dub kar
Is nashem ein jhoom kar
Husna hoonar to
Dekhiye dekhiye na
Aapne aapne husn
Dekhe hain lakho
Ab mujhe ek nazar dekhiye
Mera gora badan aaina hai
Dekhiye to idhar dekhiye.
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Kishore Kumar
Kishore Kumar