Aashiq hoon main jaan-e-jigar
Mujhe dekh le bus ek nazar
Aashiq hoon main jaan-e-jigar
Mujhe dekh le bus ek nazar
Baharoon ka samaa hai
Humara dil jawan hai
Ye baairi zamaana jaale to jaale
Aashiq hoon main jaan-e-jigar
Mujhe dekh le bus ek nazar
Aashiq hoon main jaan-e-jigar
Mujhe dekh le bus ek nazar
Baharoon ka samaa hai
Humara dil jawan hai
Ye baairi zamaana jaale to jaale
Aashiq hoon main jaan-e-jigar…
Mujh pe apne husn ki bijali na giraa
Aa chehre pe daal doon
Zulfoon ki ghataa
Khwaabon ki hoor hai tu
Kyoon mujhse door hai tu
Hey, khushboo ki raahon mein
Aa meri baahon mein
Main seene se lagaa loon
Khayalon mein basaa loon
Ye bairi zamaana jaale to jaale
Mere samne mehboob hai
Mausam jawaan kya khoob hai
Waffa ka afsana likhenge jaan-e-jaana
Ye bairi zamaana jaale to jaale
Haan haan, jaan-e-jigar…
Abh na hoga kum kabhi
Ulfat ka nasha
Karti hai pagal mujhe
Teri har adaa itna hi kehna hai
Palkoon mein rehna hai
Ek lamhaa, ek bhi din
Jeena kya tere bin
Ye meri zindgaani hai teri hi kahaani
Ye bairi zamaana jaale to jaale
Kuch tum kaho kuch main kahoon
Aise main kyoon doori sahoon
Nigaahon mein basaaon
Main teri ban jaaon
Ye bairi zamaana jaale to jaale
Aashik hoon main, jaan-e-jigar
Mujhe dekh le bus ek nazar
Aashik hoon main, jaan-e-jigar
Mujhe dekh le bus ek nazar
Baharoon ka samaa hai
Humara dil jawan hai
Ye baairi zamaana jaale to jaale
Jaale to jaaleye baairi zamaana
Jaale to jaale…
Jaspinder Narula, Remo Fernandes
Asha Bhosle, Udit Narayan
Kumar Sanu
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik