Aashiya apna luta apni
Nazar ke samne
Aashiya apna luta apni nazar
Hoke beghar hum khade hai
Hoke beghar hum khade hai
Apne ghar ke samne
Apne ghar ke samne
Tu hi bata aye aasma
Hum bewatan jaye kaha
Hum aah bharte rah gaye
Fariyad karte rah gaye
Thukra ke aaho hazar
Jalim ne luta aashiya
Tu hi bata aye aashiya
Hum bewatan jaye kaha
Barbad hokar hum chale
Hum rah ranjo gum chale
Barbad hokar hum chale
Hum rah ranjo gum chale
Aye bekashi jaye kaha
Aye bekashi jaye kaha
Manzil na manzil ka nishan
Manzil na manzil ka nishan
Tuhi bata aye aasma
Hum bewatan jaye kaha
Dil ranjo gum se chur hai
Fariyad par majbur hai
Chal ab tu dile
Takdir le jaye jaha
Tuhi bata aye aasma
Hum bewatan jaye kaha
Tuhi bata.
Zeenat Begum