Chalti hai rukti hai tham
Jaati hai ye zindagi
Kehti hai sunti hai
Samjhaati hai ye zindagi
Chalti hai rukti hai tham
Jaati hai ye zindagi
Kehti hai sunti hai
Samjhaati hai ye zindagi
Lamha lamha iska
Har pal ye kehta hai
Jagjaa re jagjaa re bande
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan vooo
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Rukh apna mod le jab
Hum chale lehrein sabhi
Kadmon pe aa gire sajdaa
Kare har ek khushi
Rukh apna mod le jab
Hum chale lehrein sabhi
Kadmon pe aa gire
Sajdaa kare har ek khushi
Mere naye khwaab
Kuch khil gaye aankhon mein
Din naya shab nayi
Rang naye baaton mein
Saagar bhi baahon mein
Ab likhni hai nayi ibaadat
Aana hai tujhe mere sang aa
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan vooo
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan.
Anjaane raaste hum
Paar ho pal bhar mein hi
Faslein ummeed ki kaatenge
Hum koshish se hi
Anjaane raaste hum
Paar ho pal bhar mein hi
Faslein ummeed ki kaatenge
Hum koshish se hi
Yeh junoon josh ye
Kam naa ho ga kabhi
Hauslaa chhodna
Aadaton mein nahi
Deewaanapan ye apna
Hain sabse judaa jahaan mein
Aana hai to chal mere sang aa
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan vooo
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chalti hai rukti hai tham
Jaati hai ye zindagi
Kehti hai sunti hai
Samjhaati hai ye zindagi.
Chalti hai rukti hai
Tham jaati hai ye zindagi
Kehti hai sunti hai
Samjhaati hai ye zindagi
Lamha lamha iska
Har pal ye kehta hai
Jagjaa re jagjaa re bande
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan vooo
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan.
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan
Chhoo le aasmaan.
Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Call (Band)