Aasma se ek sitara
Is zami pe aa gaya
Jisne dekha uske
Dil mein ek jadu cha gaya
Ek jawani duja nahkre
Uspe katil hain ada
Kon kafir hain jo
Tujhpe dil se na hoga fida
Haye ye kya ho gaya
Ye sitam kya ho gaya
Haye ye kya ho gaya
Ye sitam kya ho gaya
Dekhte hi rah gaye
Hum dil hamara kho gaya
Tu bhi yara kam nahin hain
Tujhko apna kya pata
Muskurake lut lena
Sikha tune ye bata
Ho aankho aankho mein
Na jane tune ye kya kah diya
Mitha mitha dard dil mein
Uth raha hain pyar ka
Haye ye kya ho gaya
Ye sitam kya ho gaya
Haye ye kya ho gaya
Ye sitam kya ho gaya
Dekhte hi rah gaye
Hum dil hamara kho gaya
Hote hote ho raha hain
Is tarah kam fasla
Jaise humne khwab
Mein hi kar liya ho fasla
Jisko nazre dhundhti
Thiw o aakhir aaj mil gaya
Ab chupane se kya bhala
Raz apna khul gaya
Haye ye kya ho gaya
Ye sitam kya ho gaya
Haye ye kya ho gaya
Ye sitam kya ho gaya
Dekhte hi rah gaye
Hum dil hamara kho gaya.
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Shailendra Singh