Aaye Re Khushi Ke Din - Daku Aur Jawan lyrics | Daku Aur Jawan - Aaye Re Khushi Ke Din lyrics

Aaye Re Khushi Ke Din is a hindi song from the 1978 movie Daku Aur Jawan. Aaye Re Khushi Ke Din singers are Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Aaye Re Khushi Ke Din composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Aaye Re Khushi Ke Din lyricist or song writer is Anand Bakshi. Aaye Re Khushi Ke Din music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Aaye Re Khushi Ke Din features Sunil Dutt, Reena Roy, Vinod Khanna, Leena Chandavarkar, Bindu, Ranjeet, Asrani, Kishore Jariwala, Sajid Khan. Aaye Re Khushi Ke Din director is and the producer is . The audio of Aaye Re Khushi Ke Din song was released on null by Saregama. Aaye Re Khushi Ke Din YouTube video song can be watched above.


Rakhe ram salamat
Ik hal do bailo ki jodi
Humko kahe ka gham
Baju pakke te chati chaudi


Dharti gaye re aaye re
Khushi ke din aaye dharti gaye re
Khushi ke din aaye re dharti gaye re
Mittti me sab milta hai
Are aaj mile ya kal mile
Mehnat ka fal milta hai
Aaye re khushi ke din aaye
Aaye re dharti gaye re


Hal ke sath banate hai
Dharti pe hum tasvire
Hal ke sath banate hai
Dharti pe hum tasvire
Apne hatho se likhte
Hai apni hum takdire
Kaam karte karte
Humko hai marna jina
Pani kam hai to kya hai
Bahne do khun pasina
Bahne do khun pasina
Jo baitha aakash ko dekhe
Wo piche pachtaye re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re


Jaldi jaldi hath chalao
Saathi bij hai bona
Jaldi jaldi hath chalao
Saathi bij hai bona
Beej pade par is
Mitti se paida hoga sona
Apni kaun sunega
Hum kiska nam pukare
Sabse acha apni bigdi aap saware
Bigdi aap saware
Wo bukha kyu rahe bhala
Jo sabki bukh mitaye
Re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re


Jhum uthi fasle kheto ko
Khatam hui rakhwali
Jhum uthi fasle kheto ko
Khatam hui rakhwali
Ab katenge hali angan
Bhar jayenge khali
Sab hatho me daratiya
Leke jab nikle gawo me
Sab hatho me daratiya
Leke jab nikle gawo me
Nach uthi panihariya
Pahan ke jhanjar paav me
Khwab kisano ke
Kheto me lahraye
Re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re
Rakhe ram salamat
Ik hal do bailo ki jodi
Humko kahe ka gham
Baju pakke te chati chaudi
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re.



Movie/album: Daku Aur Jawan
Singers: Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Sunil Dutt, Reena Roy, Vinod Khanna, Leena Chandavarkar, Bindu, Ranjeet, Asrani, Kishore Jariwala, Sajid Khan
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aaye Re Khushi Ke Din
Ans: Aaye Re Khushi Ke Din song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Aaye Re Khushi Ke Din
Ans: Aaye Re Khushi Ke Din song singers are Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Aaye Re Khushi Ke Din
Ans: Aaye Re Khushi Ke Din song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Aaye Re Khushi Ke Din
Ans: Aaye Re Khushi Ke Din song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Aaye Re Khushi Ke Din
Ans: Aaye Re Khushi Ke Din song is from Daku Aur Jawan
6. Who wrote the song Aaye Re Khushi Ke Din
Ans: Aaye Re Khushi Ke Din song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Daku Aur Jawan

1
Rakh Di Hai

Asha Bhosle, Kishore Kumar

2
Mere Desh Ke Rang

Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi