Aayi ghir ghir
Sawan ki kali kali gataye
Jhum jhum chali
Bhigi bhigi hawaye
Aise man mere kuchh to kaho
Kuchh to kaho chup na raho
Aayi ghir ghir sawan
Ki kali kali gataye
Jhum jhum chali
Bhigi bhigi hawaye
Aise man mere kuchh to kaho
Kuchh to kaho chup na raho
Jo kahaylo me rahte hai
Mujhe apna jo kahte hai
Jo kahaylo me rahte hai
Mujhe apna jo kahte hai
Mere sukh dukh jo sare
Hans ke jo sahte hai
Wo dur se majbhur se kahi
De rahe hai satayen
Aayi ghir ghir sawan
Ki kali kali gataye
Jhum jhum chali
Bhigi bhigi hawaye
Aise man mere kuchh to kaho
Kuchh to kaho chup na raho
Rang mosam ka hi badale
Raat ho ya ke din nikale
Rang mosam ka hi badale
Raat ho ya ke din nikale
Unse hi chalte hai sanso ke silsile
Aye mere dil chal ab unse mil
Dhadkane yahi gaye
Aayi ghir ghir
Sawan ki kali kali gataye
Jhum jhum chali
Bhigi bhigi hawaye
Aise man mere kuchh to kaho
Kuchh to kaho chup na raho
Yaade unki jaha aaye
Ek nasha sa chhalak jaye
Yaade unki jaha aaye
Ek nasha sa chhalak jaye
Main samjhau dil ko
Dil mujhe samjhaye
Sab khile aisa sathi mile
Hose me kyu aaye
Aayi ghir ghir
Sawan ki kali kali gataye
Jhum jhum chali
Bhigi bhigi hawaye
Aise man mere kuchh to kaho
Kuchh to kaho chup na raho.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar