Phir talab talab hai talab talab
Besabab besabab phir talab talab
Shaam hone lagi hai shaam hone lagi
Laal hone lagi hai laal hone lagi
Jab bhi cigrate jalati hain
Main jalata hun
Aag pe paanv padata hai
Kambakht dhuyein mein jalta hun
Jab bhi cigrate jalati hain
Main jalata hun
Phir kisine jalaayi ek diyaasa laayi
Phir kisine jalaayi ek diyaasa laayi
Aasmaan jal utha hai
Shaam ne raakh udaayi
Ufalein jaisa sulgata hun
Kambakht dhuyein mein jalta hun
Lambe dhaage dhuyein ke
Lambe dhaage dhuyein ke
Saans silne lage hai
Pyaas udhadi huyi hain
Honth chhilane lage hai
Shaam hone lagi
Hai shaam hone lagi
Laal hone lagi hai laal hone lagi
Kadwa jo dhuaan woh nigalata hun
Kambakht dhuyein mein jalta hun
Jab bhi cigrate jalati
Hain main jalata hun
Aag pe paanv padata hai
Kambakht dhuyein mein jalta hun
Jab bhi cigrate jalati
Hain main jalata hun.