Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Kya karogi mera dil
Tod dogi mera dil
Pahle sikho dil lagana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Bahut haisin ho thahro sabab aane do
Sarir aankho me sarmo hizab aane do
Tumhare samne phir besumar dil honge
Dil honge
Jaha bhi jaogi sadke hazar dil lhonge
Aane wala hai ha aanae wala hai
Ab aisa katil jamana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Gunah therega sabse najar milana bhi
Banega julm kisi din ye muskurana bhi
Kabhi jo dil ki kasak
Dard ban ke ubharegi
Ubharegi
Tadap tadap ke sabe intzar gujregi
Koi puchhega
Koi puchhega jab kya karogi bahana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Kya karogi mera dil
Tod dogi mera dil
Pahle sikho dil lagana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kamal Barot, Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)