Jhatak kar zulf jan tum tauliye se
Barishe azaad karti ho
Accha lagta hai
Hila kar honth jab bhi
Haule haule guftgu ko saaz karti ho
Accha lagta hai
Khusbo se behlaow na
Seedhe point pe aaona
Ankh mein ankh dal ke kehdo
Khwaboon mein tehlao na
Zaara short mein batlao na
Seedhe point pe aaona
Seedhe point pe aaona
Lal la la
Lal la laa
Alag ehsaas hota hai
Tumhare paas hone ka
Sarakti sarsarahat ki
Nadi mein rehmi lamhe beegone ka
O ho ho
Zara sa mod kar gardan
Jab apni hi ada pe naaz karti ho
Accha lagta hai
Lafzon se behlao na
Jhooti muthi behkaon na
Haath ko haathon me lekar
Woh teen shok tabkao na
Zaara short mein batlao na
Seedhe point pe aaona
Seedhe point pe aaona
Woh tere dhyaan ki khusbo
Main sar tak oodh leta hoon
Betakti saans ko teri
Gali mein gungunane chod deta hoon
Tum apni khidliyon ko khol kar jab
Bhi naye aagaz karti ho
Accha lagta hai
Gali gali gali gali batkao na
Senti ho mein jaan gai hoon
Action bhi dikhlao na
Zaara short mein batlao na
Seedhe point pe aaona
O seedhe point pe aaona
O seedhe o seedhe
O seedhe point pe aaona
Lal la la lal la laa.
Channulal Mishra, Shreya Ghoshal
Shankar Mahadevan
Channulal Mishra, Shreya Ghoshal
Gaurav Gupta, Mahalakshmi Iyer, Raman Mahadevan, Rehan Khan, Tarun Sagar