Aey sanam yeh bata
Aey sanam yeh bata
Mausam hain kyun beqaraar
Tune kaano mein zaroor
Keh di aisi waisi baat
Tune kaano mein zaroor
Keh di aisi waisi baat
Mere ham dum yeh bata
Behti hain kyun ghata
Tune aankho aankho mein
Keh di aisi waisi baat
Tune aankho aankho mein
Keh di aisi waisi baat
Aey sanam yeh bata
Mere ham dum sun zara
Dhadkata hain dil
Kyun yeh kya ho gaya hain
Zamana suhana sa
Kyun lag raha hain
Main anjaani hoon
Pyaar se tu bata de
Main anjaani hoon
Pyaar se tu bata de
Tune aankho aankho mein
Keh di aisi waisi baat
Tune aankho aankho mein
Keh di aisi waisi baat
Aey sanam yeh bata
Mere ham dum sun zara
Haya tere chehare ki
Batala rahi hain
Tujhe pyaar mujh se hai
Samjha rahi hain
Hawayein mujhe aake
Kehti hain gumsum
Hawayein mujhe aake
Kehti hain gumsum
Tune kaano mein zaroor
Keh di aisi waisi baat
Tune kaano mein zaroor
Keh di aisi waisi baat
Aey sanam yeh bata
Mere ham dum sun zara
Tujhe kahabr hain
Kya na mujh ko pata hain
Jo tune kaha kya
Na maine suna hain
Zara mujhko dheere se
Ab to bata de
Zara mujhko dheere se
Tu hi bata de
Tune aankho aankho mein
Keh di pyaar bhari baat
Tune kaano mein zaroor
Keh di pyaar bhari baat.
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas