Aisa koi deewana
Aisa koi mastana
Aisa koi parvana ha ha ha
Aisa koi deewana
Aisa koi mastana
Aisa koi parvana ha ha ha
Dil ko churane waala
Apna banane wala
Jadoo jagane waala ha ha ha
Patthar ko jo piglade
Din mein taare dikhlaade
Karde har mushkil ko aasaan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Woh hai fauladi
Uska phoolon sa dil
Uska phoolon sa dil
Uska phoolon sa dil
Rangte hain saare uske
Rangon mein mil
Uske rangon mein mil
Uske rangon mein mil
Uski zubaan jo bole
Thande pad jaaye shole
Usne kaha jo woh kiya
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Chalta hai woh to
Kabhi rukta nahin
Kabhi rukta nahin
Kabhi rukta nahin
Dushman ke aage
Kabhi jhukta nahin
Kabhi jhukta nahin
Kabhi jhukta nahin
Woh aage uske peeche
Saara zamana bhaage
Joshila hai woh naujawan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Aisa koi deewana
Aisa koi mastana
Aisa koi parvana ha ha ha
Dil ko churane waala
Apna banane wala
Jadoo jagane waala ha ha ha
Patthar ko jo piglade
Din mein taare dikhlaade
Karde har mushkil ko aasaan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan
Aisa champion kahan.
Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan
Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy, Shankar Mahadevan
Hema Sardesai, Shankar Saini
Alka Yagnik, Udit Narayan