Aise danto me ungli chabao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi
Aise danto me ungli chabao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi
Koi sapno me aata raha rat bhar
Koi sapno me aata raha rat bhar
Na mai soyi na mai jagi hame atao nahi
Aise danto me ungli chabao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi
Koi anjan si ek pahchan thi
Meri aankho pe jhuk kar bulati rahi
Na mai boli na mai jagi
Sirf sanso ki awaz aat irahi
Ek agosh me kaid thi rat bhar
Lo bata to diya satao nahi
Tumko sapno ki sogandh banao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi
Tumko sapno ki sogandh banao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi
Jism jalta raha jaise khusbu jale
Sans hotho pe aakar sulagte rahe
Jism jalta raha jaise khusbu jale
Sans hotho pe aakar sulagte rahe
Na jali mai na bujhi mai
Mere hotho pe sawan baraste rahe
Sokh malta raha ediya rat bhar
Lo bata to diya hame satao nahi
Jao jao hame yu banao nahi
Dil diya hai kisi ko chupao nahi
Aise danto me ungli chabao nahi
Dil diya hai kisi ko chupao nahi.
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Talat Mahmood
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Ghulam Mohammad, Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), S.Balbir
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)