Aise Rasiya Ka - Dholak lyrics | Dholak - Aise Rasiya Ka lyrics

Aise Rasiya Ka is a hindi song from the 1951 movie Dholak. Aise Rasiya Ka singers are Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Aise Rasiya Ka composer is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) and Aise Rasiya Ka lyricist or song writer is Aziz Kashmiri. Aise Rasiya Ka music director is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). Aise Rasiya Ka features Ajit, Amir Banu, Kathana. Aise Rasiya Ka director is and the producer is . The audio of Aise Rasiya Ka song was released on 1st July, 1951 by Saregama. Aise Rasiya Ka YouTube video song can be watched above.


Aise rasiyaa ka
Aise balma ka kya aitbaar
Aitbaar, jhootha pyaar
Aise rasiyaa ka, aise balmaa ka
Kya aitbaar, aitbaar
Jhoothaa pyaar
Jaake man mein basa
Guiyaan sautan ka pyaar
Jaake man mein basa
Guiyaan sautan ka pyaar
Sautan ka pyaar
Aise rasiyaa ka
Aise balmaa ka kya aitbaar
Aitbaar jhootha pyaar


Aisi gori ka
Aisi chhori ka kya aitbaar
Aitbaar kaisa pyaar
Jaake man mein basa
Rama ghairon ka pyaar
Jaake man mein basa
Rama ghairon ka pyaar
Ghairon ka pyaar, aisi gori ka
Aisi chhori kaa kya aitbaar
Aitbaar kaisa pyaar
Jhootha pyaar


Hamse to jhoothi mohabbat jataaye
Hamse to jhoothi mohabbat jataaye
Ghairon se chhip chhip ke naina milaaye
Ghairon se chhip chhip ke naina milaaye
Kaahe rah rah ke dekha hai khwaab
Aitbaar jhootha pyaar, aise rasiya ka
Aise balmaa ka kya aitbaar
Aitbaar jhootha pyaar
Kaisa pyaar


Hamse to bole tumhaari hoon raja
Aji hamse to bole tumhaari hoon raja
Auron se bole nigaahon mein aa jaa
Auron se bole nigaahon mein aa jaa
Aankhen ghairon se karti hai chaar
Aitbaar kaisaa pyaar, aisi gori ka
Aisi chhori ka kya aitbaar
Aitbaar kaisa pyaar
Jhootha pyaar


Jaao ji jhoothe bahaane na maaro
Jaao ji jhoothe bahaane na maaro
Nainon ke tirchhe nishaane na maaro
Nainon ke tirchhe nishaane na maaro
Zulmi chheene na dil ka karaar
Aitbaar jhootha pyaar
Jaake man mein basa
Guiyaan sautan ka pyaar
Jaake dil mein basa
Rama ghairon ka pyaar
Sautan ka pyaar, aise rasiya ka
Aisi gori ka, aise balmaa ka
Aisi chhori ka, kya aitbaar
Aitbaar jhoothaa pyaar
Aitbaar kaisa pyaar.



Movie/album: Dholak
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Aziz Kashmiri
Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Label: Saregama
Starring: Ajit, Amir Banu, Kathana
Release on: 1st July, 1951
1. Who is the music director of the song Aise Rasiya Ka
Ans: Aise Rasiya Ka song music director is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
2. Who is/are the singer/singers of the song Aise Rasiya Ka
Ans: Aise Rasiya Ka song singers are Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Aise Rasiya Ka
Ans: Aise Rasiya Ka song composer is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
4. Who is the Lyricist of the song Aise Rasiya Ka
Ans: Aise Rasiya Ka song lyricist is Aziz Kashmiri
5. What is the movie of the song Aise Rasiya Ka
Ans: Aise Rasiya Ka song is from Dholak
6. Who wrote the song Aise Rasiya Ka
Ans: Aise Rasiya Ka song is written by Aziz Kashmiri

Find other songs in - Dholak

1
Mere Dil Mein Aayiye

Shamshad Begum

2
Mausam Aaya Hai Rangeen

Satish Batra, Sulochana Kadam

3
Ek Pal Ruk Jaana Sarkar

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

4
Chand Ki Sundar Nagri Mein

Mohammed Rafi, Uma Devi Khatri (Tun tun)

5
Chori Chori Aag Si

Satish Batra, Sulochana Kadam

6
Magar Aye Haseenayein Bekhabar

Mohammed Rafi, Sulochana Kadam

8
Halla Gulla Lai La

Mohammed Rafi, Satish Batra, Shamshad Begum