Aise Waise Thikano Pe Jana - Sadhna lyrics | Sadhna - Aise Waise Thikano Pe Jana lyrics

Aise Waise Thikano Pe Jana is a hindi song from the 1958 movie Sadhna. Aise Waise Thikano Pe Jana singer is Lata Mangeshkar. Aise Waise Thikano Pe Jana composer is Datta Naik and Aise Waise Thikano Pe Jana lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Aise Waise Thikano Pe Jana music director is Datta Naik. Aise Waise Thikano Pe Jana features Vyjayanthimala, Sunil Dutt, Leela Chitnis. Aise Waise Thikano Pe Jana director is and the producer is . The audio of Aise Waise Thikano Pe Jana song was released on null by Saregama. Aise Waise Thikano Pe Jana YouTube video song can be watched above.


Jo hum me hai wo matwali
Ada sab me nahi hoti
Mohabbat sab me hoti hai
Wafa sab me nahi hoti
Aise waise thikano
Pe jana bura hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai
Bach ke rahna meri
Jaan zamana bura hai
Bach ke rahna meri
Jaan zamana bura hai
Dil lagana bura hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai


Julf lahraye to janjir
Bhi ban jati hai
Aankh sarmaye to
Ek tir bhi ban jati hai
Dil lubhane ko jo
Dildar bana karte hai
Dil chura kar vahi
Talvar bana karte hai
Ye wo mehfil hai jaha
Pyar bhi lut jata hai
Ye wo mehfil hai jaha
Pyar bhi lut jata hai
Dil to kya chiz hai
Ghar bar bhi lut jata hai
Dil to kya chiz hai
Ghar bar bhi lut jata hai
Isliye to kahte hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai
Bach ke rahna meri
Jaa zamana bura hai
Bach ke rahna meri
Jaa zamana bura hai
Dil lagana bura hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai


Takke hanste hai to
Mastana bana dete hai
Hans ke tak te hai
Diwana bana dete hai
Koi nagame me koi
Aadmi kho jata hai
Inse jo bachta hai
Wo naaz me kho jata hai
Yu to gardan se lipat
Jati hai bahe inki
Yu to gardan se lipat
Jati hai bahe inki
Dil nahi jeb pe hoti
Hai nigahe inki
Dil nahi jeb pe hoti
Hai nigahe inki
Aise waise thikano
Pe jana bura hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai
Bach ke rahna meri
Jaa zamana bura hai
Bach ke rahna meri
Jaa zamana bura hai
Dil lagana bura hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai


Hum sitam dhate hai
Bedag kiya karte hai
Dil liya karte hai
Or dard diya karte hai
Dard lena ho to
Mehfil meri aabad karo
Varna jao ji kisi aur
Ka ghar yaad karo


Aaj jaoge to kal
Lot ke fir aaoge
Aaj jaoge to kal
Lot ke fir aaoge
Hum sa masuk na
Duniya me kahi paoge
Hum sa masuk na
Duniya me kahi paoge
Isliye to kahti hu
Aise waise thikano
Pe jana bura hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai
Bach ke rahna meri
Jaa zamana bura hai
Bach ke rahna meri
Jaa zamana bura hai
Dil lagana bura hai
Aise waise thikano
Pe jana bura hai.



Movie/album: Sadhna
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Datta Naik
Music Director: Datta Naik
Music Label: Saregama
Starring: Vyjayanthimala, Sunil Dutt, Leela Chitnis
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aise Waise Thikano Pe Jana
Ans: Aise Waise Thikano Pe Jana song music director is Datta Naik
2. Who is/are the singer/singers of the song Aise Waise Thikano Pe Jana
Ans: Aise Waise Thikano Pe Jana song singer is Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Aise Waise Thikano Pe Jana
Ans: Aise Waise Thikano Pe Jana song composer is Datta Naik
4. Who is the Lyricist of the song Aise Waise Thikano Pe Jana
Ans: Aise Waise Thikano Pe Jana song lyricist is Sahir Ludhianvi
5. What is the movie of the song Aise Waise Thikano Pe Jana
Ans: Aise Waise Thikano Pe Jana song is from Sadhna
6. Who wrote the song Aise Waise Thikano Pe Jana
Ans: Aise Waise Thikano Pe Jana song is written by Sahir Ludhianvi

Find other songs in - Sadhna

1
Tora Manva Kyon Ghabraye

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

2
Sambhal Aye Dil

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

3
Aaj Kyon Humse Parda Hai

Mohammed Rafi, S.Balbir

4
5