Aisi Chiz Sunaye Kee - Adhikar lyrics | Adhikar - Aisi Chiz Sunaye Kee lyrics

Aisi Chiz Sunaye Kee is a hindi song from the 1971 movie Adhikar. Aisi Chiz Sunaye Kee singer is Mohammed Rafi. Aisi Chiz Sunaye Kee composer is Rahul Dev Burman and Aisi Chiz Sunaye Kee lyricist or song writer is N/A. Aisi Chiz Sunaye Kee music director is Rahul Dev Burman. Aisi Chiz Sunaye Kee features Ashok Kumar, Nanda, Deb Mukherjee. Aisi Chiz Sunaye Kee director is and the producer is . The audio of Aisi Chiz Sunaye Kee song was released on 28th April, 1971 by Saregama. Aisi Chiz Sunaye Kee YouTube video song can be watched above.


Aisi chiz sunaye ki
Mehfil de tali pe tali
Varna apna nam nahi
Banne khan bhopali
Munne miya badhayi
Bano khush honhar
Dono jahan ki kushiya
Ho aap pe nisar
Bachapan ho kushgavar
Jawani sadabahar
Allah kare yeh din
Aaye hajar bar


Jina toh hai usi kaa
Jisne yeh raz jana
Jina toh hai usi kaa
Jisne yeh raz jana
Hai kam aadmi kaa
Auro ke kam aana
Jina toh hai usi kaa
Jisne yeh raz jana


Kisi ne kaha too
Hai taro kaa raja
Kisi ne kaha aja
Mere paas aja
Kisi ne duwa di
Kisi ne di badhayi
Sabki ankho kaa
Too tara bane
Teri hi roshani me
Chamke tera gharana
Hai kam aadmi kaa
Auro ke kam aana
Jina toh hai usi kaa
Jisne yeh raz jana


Dil lagakar too padhana
Hamesha aage badhana
Sach kaa daman naa chhute
Chahe yeh dooniya ruthe
Kam too achha karna
Sirf allah se darna
Sabhi ko gale laga kar
Muhabbat me lut jana
Mohabbat woh khajana hai
Kabhi jo kam nahi hota
Hai jiske pas daulat use
Kuch gam nahi hota
Mera tera karke jo marte
Gore kaale me bhed karte
Unako yeh samajhana sab log
Hai barabar etna na bhul jana
Hai kam aadmi hai kam
Aadmi kaa auro ke kam aana
Jina toh hai usi kaa
Jisne yeh raz jana


Surat pe masha allah
Woh bat hai abhi se
Tadapenge dil hajaro
Gujaroge jis gali se
Doli me jab bithakar
Laoge phuljhadi ko
Jinda rahe toh ham bhi
Dekhenge us ghadi ko
Agar allah ne chaha toh
Ham us dil bhi ayenge
Badhayi hamne gayi hai toh
Ham sehra bhi gayenge
Agar allah ne chaha toh
Ham us dil bhi ayenge
Badhayi hamne gayi hai toh
Ham sehra bhi gayenge
Chand suraj bhi ayenge niche
Dulha dulhan ke pichhe
Phul barchhaenge ayega jab
Khusi ka hasta hua jamana
Hai kam aadmi hai kam
Aadmi kaa auro ke kam aana
Jina toh hai usi kaa
Jisne yeh raz jana.



Movie/album: Adhikar
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nanda, Deb Mukherjee
Release on: 28th April, 1971
1. Who is the music director of the song Aisi Chiz Sunaye Kee
Ans: Aisi Chiz Sunaye Kee song music director is Rahul Dev Burman
2. Who is/are the singer/singers of the song Aisi Chiz Sunaye Kee
Ans: Aisi Chiz Sunaye Kee song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Aisi Chiz Sunaye Kee
Ans: Aisi Chiz Sunaye Kee song composer is Rahul Dev Burman
4. Who is the Lyricist of the song Aisi Chiz Sunaye Kee
Ans: Aisi Chiz Sunaye Kee song lyricist is N/A
5. What is the movie of the song Aisi Chiz Sunaye Kee
Ans: Aisi Chiz Sunaye Kee song is from Adhikar
6. Who wrote the song Aisi Chiz Sunaye Kee
Ans: Aisi Chiz Sunaye Kee song is written by N/A

Find other songs in - Adhikar

1
2
3
Kaha Woh Bachapan Ka

Pahadi Sanyal, Pankaj Mullick

4
Zindagi Hasin Hai Ye

Asha Bhosle

5
Maati Kahe Kumbhar

Shankar Dasgupta

6
Ek Dharti Hai

Meena Kapoor

7
8
Kamata Hu Bahut Kuchh

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar

9
Tikadambaazi Miya Raazi

Kishore Kumar

10
Dil Mein Humare Kaun

Asha Bhosle, Kishore Kumar

11
12
Sharab Nahi Hu Magar

Asha Bhosle

13
Are Fashion Ki Diwani

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

14
Rekha O Rekha

Mohammed Rafi

15
Koi Maane Ya Na Maane

Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

16
Shuru Huyi Pyaar

Chandrani Mukherjee, Kishore Kumar

17
Jeene Ka Sahara

Uttara Kelkar

18
Jaanewale Na Dil Se

Lata Mangeshkar

19
Main Dil Tu Dhadkan

Kishore Kumar