Apne bahon mein
Mujko sametein huye
Apne bahon mein
Mujko sametein huye
Tann se anchal ki surat lapetein huye
Geele bistar pe sardi mein lete huye
Subah hone se kuch der
Soti hai maa
Aisi hoti hai maa
Aasmanon se pariya bulati hai wo
Thapiya deke lori sunati hai wo
Chanda mama ka chehara dekhati hai wo
Phool mamta ke yu bhi piroti hai maa
Aisi hoti hai maa
Aisi hoti hai maa
Aisi hoti hai maa
Aisi hoti hai maa
Aisi hoti hai maa..
Khurram Iqbal
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan