Are wo kisko dhundhte hai
Hum samne khade hai
Kis bewafa se yaro ye nain ja lade hai
Aji aisi najar ko kya kahiye
Aji aisi najar ko kya kahiye
Jo yar na apna pahchane
Diwana banane wale ye
Diwana banane wale ye
Dekho aaj bane hai diwane
Aji aisi najar ko kya kahiye
Jo yar na apna pahchane
Rang fika pada muh hai itra hua
Meri jane wafa kuch to aakhir bata
Meri jane wafa kuch to aakhir bata
Tu meri bat ka mat lagana bura
Kuch na mujhse chupa mai tera hu tera
Kuch na mujhse chupa mai tera hu tera
Kuch na mujhse chupa mai tera hu tera
Tu parda uthake to dekh le
Tu parda uthake to dekh le
Aji aaye hai tere mastane
Aji aisi najar ko kya kahiye
Aisi najar ko kya kahiye
Jo yar na apna pahchane
Khoi khoi najar ye tadapta jigar
Kya hua hai tumhe hamko sab hai khabar
Kya hua hai tumhe hamko sab hai khabar
Jaoge tum jidhar hum milenge udhar
Ghum ke dekh lo aaj sara nagar
Ghum ke dekh lo aaj sara nagar
Ghum ke dekh lo aaj sara nagar
Ye bat pate ki ho kahte hai
Ye bat pate ki kahte hai
Ise mane koi ya na mane
Aji aisi najar ko kya kahiye
Aisi najar ko kya kahiye
Jo yar na apna pahchane
Diwana banane wale ye
Dekho aaj bane hai diwane
Aji aisi najar ko kya kahiye
Jo yar na apna pahchane.
Kishore Kumar, Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Usha Khanna
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)