ha ha ja ja
ha ha hey hey
aji biwi ka ghar bithala ke
tum bhar kyo jate ho
ghar me chulaha jalta hai
to phir hotal me kyu khate ho
aji biwi ka ghar bithala ke
tum bhar kyo jate ho
jab ghar me chulaha jalta hai
to phir hotal me kyu khate ho
baat baat pe shak karna
ye aurat ka hi hissa hai
baat baat pe shak karna
ye aurat ka hi hissa hai
miya biwi ka jhagada
to bada purana kissa hai
jara kaho to is jhgade ki
nobat hi kyo late ho
jab ghar me chulaha jalta hai
to phir hotal me kyu khate ho
janam hi jhgadalu hai
is duniya ki har siri mati
janam hi jhgadalu hai
is duniya ki har siri mati
kyo na rahe kuware phir
tum kahe ko phir bane pati
pati bane to ab siri mati se
aankh kyu churate ho
jab ghar me chulaha jalta hai
to phir hotal me kyun khate ho
aji biwi ka ghar bithala ke
tum bhar kyo jate ho
shadi ka matlab kya
tum ko bandh ke rahk le pale se
o shadi ka matlab kya
tum ko bandh ke rahk le pale se
duniya kya kya kahti hai
jara pucho gali mohale se
subha ke nikale kaha se
aadhi aadhi raat ko aate ho
jab ghar me chulaha jalta hai
to phir hotal me kyu khate ho
ha ha ja ja
ha ha hey hey.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar