Suraj yaha chirag
Jalata chand ko
Aate hain asma se
Sitare shaam ko
Mashoor hain jaha mein
Salamat mashoor ki
Duniya ko palti hain
Sakhavat hazoor ki
Ek bandva ko phool
Sa baccha ada kiya
Pal bar mein ek sur
Chaman ko hara diya
Man nar jate huye
Bacha fisal gaya
Sane tarang se
Sambhala sambhaol gaya
Zalim tara ka jor bhi
Chalane nahin diya
Bachhe ko garam reth
Mein chalne nahin diya
Khali hain jo murad
Ki jholi usse baro
Har badnasib maa ko
Nigaahe sharm karo
Har badnasib maa har
Badnasb maa ko
Nigaahe sharm karo
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Main tere aastha par
Main teri aastha par
Mamta ki lash le kar
Fariyaad karne aayi
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Ajmer wale ajmer
Wale khudayi
Ajmer wale ajmer
Wale khudayi
Ek maa ke aansuo mein
Sikhve hain bebasi ke
Mar bhi rahe yu
Armaan bebasi ke
Har sans mein bandega
Har sans mein bandega
Ek din bazaar mera
Ae jalve ae burayi
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Ajmer wale ajmer
Wale khudayi
Ajmer wale ajmer
Wale khudayi
Ek baduaa bani hain
Ye kaisi zindagi
Jab jab bahaar aayi
Kyu bijali tutti hai
Dil todhti hain kismat
Dil todhti hain kismat
Kyu baar baar mera
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Ajmer wale ajmer
Wale khudayi
Todi si roshani ke piche
Pade hain saaye
Jab muskurayi aankhe
Aansu bhi sath aaye
Aakhir kasur kya hain
Aakhir kasur kya hain
Parvardiwar mera
Ae khudayi
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Ajmer wale khwaja
Sun le meri duhai
Ajmer wale khawaja.
Mohammed Aziz, Usha Timothy
Chandrani Mukherjee