Akhiyaan Milaoon - Raja lyrics | Raja - Akhiyaan Milaoon lyrics

Akhiyaan Milaoon is a hindi song from the 1995 movie Raja. Akhiyaan Milaoon singers are Alka Yagnik, Udit Narayan. Akhiyaan Milaoon composer is Nadeem Saifi, Shravan Rathod and Akhiyaan Milaoon lyricist or song writer is Sameer. Akhiyaan Milaoon music director is Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Akhiyaan Milaoon features Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor, Mukesh Khanna, Dalip Tahil, Rita Bhaduri, Paresh Rawal, Himani Shivpuri. Akhiyaan Milaoon director is and the producer is . The audio of Akhiyaan Milaoon song was released on 22nd June, 1995 by Tips Music. Akhiyaan Milaoon YouTube video song can be watched above.


Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
Kya tune kiya jaadu
Haan, ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
Kya tune kiya jaadu
Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
Kya tune kiya jaadu
Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon
Mera khud pe nahin qaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo


Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye
Kya maine kiya jaadu
Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye
Kya maine kiya jaadu
Kabhi ghabraaye kabhi gale lag jaaye
Tera khud pe nahin qaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo


Aise to deewaane mujhe pyaar na kar
Aati hai sharam deedaar na kar
Chain churaake takraar na kar
Tujhko kasam inkaar na kar
Tere armaanon mein sanwar gayi main
Tune mujhe dekha to nikhar gayi main
Dekha jab tujhko thaher gaya main
Aise hi adaaon pe to mar gaya main


Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
Kya tune kiya jaadu
Aey, ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
Kya tune kiya jaadu
Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon
Mera khud pe nahin qaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo


Meri jaane jaana kya cheez hai tu
Mujhko to jaan se aziz hai tu
Itni na kar taareef meri
Jaanoon main to jaanoon chaahat kya teri
Teri ulfat ka nasha chhaa gaya
Kuch bhi ho jaane jaan maza aa gaya
Dheere dheere duniya se door hui
Ishq mein tere main to choor hui


Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye
Kya maine kiya jaadu
Hey, ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye
Kya maine kiya jaadu
Kabhi ghabraaye kabhi gale lag jaaye
Tera khud pe nahin qaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo


Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
Kya tune kiya jaadu
Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
Kya tune kiya jaadu
Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon
Mera khud pe nahin qaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo.



Movie/album: Raja
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label: Tips Music
Starring: Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor, Mukesh Khanna, Dalip Tahil, Rita Bhaduri, Paresh Rawal, Himani Shivpuri
Release on: 22nd June, 1995
1. Who is the music director of the song Akhiyaan Milaoon
Ans: Akhiyaan Milaoon song music director is Nadeem Saifi, Shravan Rathod
2. Who is/are the singer/singers of the song Akhiyaan Milaoon
Ans: Akhiyaan Milaoon song singers are Alka Yagnik, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Akhiyaan Milaoon
Ans: Akhiyaan Milaoon song composer is Nadeem Saifi, Shravan Rathod
4. Who is the Lyricist of the song Akhiyaan Milaoon
Ans: Akhiyaan Milaoon song lyricist is Sameer
5. What is the movie of the song Akhiyaan Milaoon
Ans: Akhiyaan Milaoon song is from Raja
6. Who wrote the song Akhiyaan Milaoon
Ans: Akhiyaan Milaoon song is written by Sameer

Find other songs in - Raja

1
Idhar Bijli

Asha Bhosle

2
Hum Akele Yaha

Asha Bhosle

3
4
Pehle Aayi Murgi

Mohammed Rafi

5
Apni Apni Pasand

Mohammed Rafi

6
Tumne Agar Pyar Se

Alka Yagnik

7
Phool Mangoo Naa

Alka Yagnik, Udit Narayan

8
Ja Sajna

Alka Yagnik, Udit Narayan

9
Aankh Teri Chhalke

Alka Yagnik, Udit Narayan

10
Aankh Milate Darr Lagta

Alka Yagnik, Udit Narayan

11
Kisi Din Banoongi

Alka Yagnik, Udit Narayan

12
Love You Raja

Alka Yagnik, Udit Narayan

13
Wada Jo Kiya

Roop Kumar Rathod