Koi parda koi alat
Meri hi aankhon mein
Maare maare hai taana
Maare maare hai taana
Jab jhijhaki jab
Kaanpe hothon ki jodi
To maine haan maine jana
Maine maine aa jana
Main to azadi me
Bhi kaid ho gai
Mere albeliya tu kheliyaa
Main to azadi me
Bhi kaid ho gai
Mere albeliya tu kheliyaa
Albeliya ve tu kheliyaa
Badla hai sheesha
Ya main ho gai nayi
Mere albeliya tu kheliyaa
Albeliya ve tu kheliyaa
Main jo duniya ka
Chehra nihaaru
Unko hi paaun
Par wo jab bhi
Meri or dekhein
Chehra chupaaun haan
Khwaabon mein
Har mere khuda
Rang bhar rahe hain
Unka junoon aur meri
Jaan ek kar rahe hain
Haye lutne mein kitna
Maza hai kaise bataaun
Dekhun khud ko to
Jaise aur hai koyi
Mere albeliya tu kheliyaa
Dekhun khud ko to
Jaise aur hai koyi
Mere albeliya tu kheliyaa
Albeliya ve tu kheliyaa
Jhooti main jhooti
Thehri tu sahi sahi
Mere albeliya tu kheliyaa
Albeliya ve tu kheliyaa
Albeliya albeliya
Tu kheliyaa
Albeliya tu kheliyaa
Tu kheliyaa.
Kailash Kher, M. M. Manasi
Akriti Kakkar, Sreekant Krishnamurthy
Kailash Kher, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Kailash Kher, Rekha Bhardwaj