Har aish hai duniya ka
Kismat mein garibo ke
Din kate nahi kat-te
Bechare amiro ke
Duniya mein amiro ko
Aji duniya mein amiro ko
Aaram nahi milta
Aaram nahi milta
Aaram nahi milta
Haste hai to rone ka
Ha paygam nahi milta
Paygam nahi milta
Aaram nahi milta
Savere chai aur phir nashta
Phir do baje khana
Baje jab char to
Phir chai biscuit aur
Phir raat ko khana
Lage rahte hai hardum
Khane hi khane ke chakkar mein
Mushibat hi musibat hai likhi
Unke mukaddar mein
Becharo ka bin motar
Becharo ka bin motar
To kaam nahi milta
To kaam nahi milta
Aaram nahi milta
Duniya mein amiro ko
Aaram nahi milta
Aaram nahi milta
Garibo ko to dekho
Rat din aaram karte hai
Chane ki ek muthi khake
Din bhar kam karte hai
Na khane ki musibat hai
Pahanne ka na kuch jhagda
Fakat sar dhapne ko chahiye
Chhota sa ek kapda
Unka hazaro mein
Ek tu bhi nahi milta
Ek tu bhi nahi milta
Duniya mein amiro ko
Aaram nahi milta
Aaram nahi milta.
G. M. Durrani, Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Zeenat Begum
Zeenat Begum