Bhooli bhooli si aankhein
Dekhe chamchamaate sapne
Unko tu kyun jhuthlaaye
Dheron sapne tu bune
Par mujhse kuchh na kahe
Jo kahe aur mera bas chale
Hasratein teri sab
Poori kar doon main
Kar de zid koi kya
Na karoon main
Gudiya tu meri
Obachchi tu meri
Meri amma meri amma
Ek sapna hai jab
Kamaaoonga main
Sach kehta hoon
Amma mahal
Banaaunga main
Okhat-khataaye khushiyan
Pal pal chalein roshan
Amma mahal ho jaadu sa
Us ghar ke koe mein
Wohi dhun baje phir se
Amma ka band bane albela
Chhu loon har justuzu
Paa loon har makaam
Naaz mujhpe karo
Chaahoon yehi main
Bheedon woh mere
To bachchi tu meri
Meri amma meri amma.