Mera hain mera badan hain badan hain
Gulabi gulabi gulabi
Meri hai meri ada hain ada hain
Sharabi sharbi sharbi
Aankho se piyo hotho se churalo
Aankho se piyo hotho se churalo
Pyar ki masti badhti jaye nasha ho na kam
Anandam anandam anandam anandam
Anandam anandam anandam anandam
Mera hain mera badan hain badan hain
Gulabi gulabi gulabi
Sine mein utha hain tufa sanso ka
Bahka bahka mausam aaya armano ka
Sine mein utha hain tufa sanso ka
Bahka bahka mausam aaya armano ka
Mahfil mein hain aisa koi deewana
Aaye dale ghera apni baho ke
Sajke sajake har phool se bani hoon
Ha phool si khili hoon
Aankho se piyo hotho se churalo
Aankho se piyo hotho se churalo
Pyar ki masti badhti jaye nasha ho na kam
Anandam anandam anandam anandam
Anandam anandam anandam anandam
Mera hain mera badan hain badan hain
Gulabi gulabi gulabi
Bantu angadayi dil walo mein
Surkhi apne galo ki bhardu
Sabke pyalo mein
Bantu angadayi dil walo mein
Surkhi apne galo ki bhardu
Sabke pyalo mein
Aao na hazeer hain husn ka nazrana
Jan lutane aayi hoon matwalo mein
Mauka na gawana hain
Pyase na rehjana kehta hain pemana
Aankho se piyo hotho se churalo
Aankho se piyo hotho se churalo
Pyar ki masti badhti jaye nasha ho na kam
Anandam anandam anandam anandam
Anandam anandam anandam anandam
Mera hain mera badan hain badan hain
Gulabi gulabi gulabi
Meri hain meri ada hain ada hain
Sharabi sharbi sharbi
Aankho se piyo hotho se churalo
Aankho se piyo hotho se churalo
Pyar ki masti badhti jaye nasha ho na kam
Anandam anandam anandam anandam
Anandam anandam anandam anandam.
S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Suresh Wadkar
Alka Yagnik