Dukh ke jalatein huye aalaho
Mann ki pidaa tan ke ghavo
Dukh ke jalatein huye aalaho
Mann ki pidaa tan ke ghavo
Tune ye sansaar se paaya
Tune ye sansaar se paaya
Tum ho jalati dhoop se haare
Aur main ab sang hoon tumhare
Kardungi anchal ki chhaya
Haa kardungi anchal ki chhaya
Mere bhagya mein jo nimit hain
Bund bund main tumko dedu
Jeetana bhi vish tumko mila hain
Laao saara vish mein peelu
Samay ne jaise baadal banke
Ab tak tumpar vish barasaaya
Par ab mein hoon sang tumharein
Kardungi anchal ki chhaya
Pyaar se jo koi chhule toh
Har pidaa tann bhar jaati hain
Dukh ki agan bujh na paaye to
Maadhayam ye tujh wohi jaati hain
Jis pal tak tum akele the
Har pal suna pan hi laaya
Par ab mein hoon tumharein saath
Kardungi anchal ki chhaya
Dukh ke jalatein huye aalaho
Mann ki pidaa tan ke ghavo
Tune ye sansaar se paaya
Tune ye sansaar se paaya
Tum ho jalati dhoop se haare
Aur main ab sang hoon tumhare
Kardungi anchal ki chhaya
Haa kardungi anchal ki chhaya.
Alka Yagnik
Ustad Sultan Khan
Jaspinder Narula
Krishnakumar Kunnath (K.K), Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra)