Anjana dil kya janey
Begana dil kya janey
Darr jata hai kyun pake khushiya
Yeh jo mai bekarar hu
Har lamha ishk toh nahi
Yeh jo mujhe bekhudi si
Hai tu jaise mujhme hai kahi
Anjana dil kya janey
Begana dil kya janey
Darr jata hai kyun
Pake khushiya
Yeh jo mai bekarar hu
Har lamha ishk toh nahi
Yeh jo mujhe bekhudi si
Hai tu jaise mujhme hai kahi
Kabhi baho me hai duniya
Kabhi khali khali rahe
Kabhi barta hai
Dil thandi thandi aahe
Kabhi aankho me hai sapne
Kabhi palko peh hai aansu
Yeh ishk dikhaye
Kaise kaise jadu
Kabhi dhup kabhi barsate
Kabhi kabhi tanha tanha rate
Mausam hai kitne
Aate jate inn wafao ke
Anjana dil kya janey
Begana dil kya janey
Darr jata hai kyun
Pake khushiya
Yeh jo mai bekarar hu
Har lamha ishk toh nahi
Yeh jo mujhe bekhudi si
Hai tu jaise mujhme hai kahi
Milna hai pal do pal kaa
Phir lambi hai tanhayi
Pachayi se kat
Jati hai pachayi
Kho jata hai woh
Chehara bas aati hai aawaje
Dil karta hai khud
Se hi aksar bate
Wahi phiki phiki subahe
Wahi bojhal bojhal shame
Mausam hai kitne
Aate jate inn wafao ke
Anjana dil kya janey
Begana dil kya janey
Darr jata hai kyun
Pake khushiya
Yeh jo mai bekarar hu
Har lamha ishk toh nahi
Yeh jo mujhe bekhudi si
Hai tu jaise mujhme hai kahi.
Krishnakumar Kunnath (K.K), Shreya Ghoshal
Rafaqat Ali Khan
Shiraz Uppal