Ankhiyo ke jharoko se maine dekha jo sanware

Tum badi door aaye badi badi door aaye
Band karke jharoko ko jara baithee jo sochne

Mann mein tumhi muskaye
Mann mein tumhi muskaye
Ankhiyo ke jharoko se………
Ek mann tha mere pas, woh abb khone laga hai
Pakar tujhe hai mujhe kuchh hone laga hai

Ek tere bharose pe sab baithi hu bhul ke

Yuhi umar gujar jayey tere sath gujar jayey
Ankhiyo ke jharoko se………
Jiti hu tujhe dekh ke, marti hu tumhi pe
Tum ho jahan sajan meri dooniya hai wahin pe

Din rat duwa mange mera mann tere waste
Din rat duwa mange mera mann tere waste
Kabhi apni umeedo kaa kahi phul naa murjhaye
Ankhiyo ke jharoko se………
Main jab se tere pyar ke rango mein rangi hoon
Jagte huye soyi nahee nindo mein jagi hoon

Mere pyar bhare sapne kahi koyi naa chhin le

Mann soch ke ghabraye, yahi soch ke ghabraye
Ankhiyo ke jharoko se maine dekha jo sanware
Tum badi door aaye badi badi door aaye
Band karke jharoko ko jara baithee jo sochne
Mann mein tumhi muskaye
Mann mein tumhi muskaye.
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt), Shailendra Singh
Hemlata (Lata Bhatt), Shailendra Singh
Ravindra Jain