Apni dhoon mein gaye ja
Gar tujhko gaana hain
Koi nahin tera is duniya mein
Jag pe gaana hain
O manva jag begaana hain
Apni dhoon mein gaye ja
Gar tujhko gaana hain
Koi nahin tera is duniya mein
Jag pe gaana hain
O manva jag begaana hain
Koi kahen hain tujhko apna
Aur koi paraya re
Waqt pade toh sangat chhode
Waqt pade toh sangat chhode
Khud ka saaya re
Sukh tere bachpan ka saathi
Sukh tere bachpan ka saathi
Dukh se kya gabhrana hain
Koi nahin tera is duniya mein
Jag pe gaana hain
O manva jag begaana hain
Manzil tujhse door mushafir
Sambhal ke chal gir jayega
Rishta naata sangi saathi
Rishta naata sangi saathi
Koi bhi kaam na aayega
Jo kuch bhi paaya is duniya mein
Jo kuch bhi paaya is duniya mein
Chhod ke ek din jaana hain
Koi nahin tera is duniya mein
Jag pe gaana hain
O manva jag begaana hain
Apni dhoon mein gaye ja
Gar tujhko gaana hain
Koi nahin tera is duniya mein
Jag pe gaana hain
O manva jag begaana hain
O manva jag begaana hain.
Asha Bhosle
Meena Kapoor, Talat Mahmood
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Aarti Mukherji
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle