Apni nagariya chhod ke raja
Mere gaav kyu aaye ho
Ho raja mere gaav kyu aaye ho
Apni nagariya chhod ke raja
Mere gaav kyu aaye ho ji
Mere gaav kyu aaye ho
Apni nagariya chhod ke raja
Mere gaav kyu aaye ho
Ho raja mere gaav kyu aaye ho
Meri nagariya suni padi thi
Ghor andhera chaya tha
Us nagri mein rahte rahte
Jiya mera ghabraya tha
Tere nagar mein chand nahi kya
Nahi chamakte tare hai
Jagmag karti kirno ke
Kya wahi nahi nazare hai
Chand sitare sabhi waha hai
Lekin aisa chand kaha
Lekin aisa chand kaha
Chand sitare sabhi waha hai
Lekin aisa chand kaha
Lekin aisa chand kaha
Jise dhunde main nikla hoon
Wo hai mera chand yaha
Jise dhunde main nikla hoon
Wo hai mera chand yaha
Issi chand ki khatir gori
Nagar nagar bharmaya hai
Apni nagariya chhod ke gori
Tere gaav mein aaya hoon
O pardesi tere nagar mein
Roop nahi kya rang nahi
O pardesi tere nagar mein
Roop nahi kya rang nahi
Gun gun gungun karte bhawro ke dal
Phool kamal ke sang nahi
Sun pardesan roop waha hai
Lekin aisa rang nahi
Lekin aisa rang nahi
Jeevan hai jeete hai hum
Par jeene ka koi dhang nahi
Jeevan hai jeete hai hum
Par jeene ka koi dhang nahi.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar